Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeFarida Jalal
HomeFarida Jalal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aayiye aap ka tha hamein intezaar aayiye aap ka tha hamein intezaar aana tha aa gaye hm kaise nahin aate sarkaar aana tha aa gaye hm kaise nahin aate sarkaar aayiye hum na kehte the nigaahon se khinche aayenge aap hum na kehte the nigaahon se khinche aayenge aap raat bhar jaagenge tadpenge machal jaaenge aap neend nahin aayegi neend nahin aayegi aankh lad jayegi humein yun na thukraiye aayiye ayiye aap ka tha hamein intezaar aana tha aa gaye ho kaise nahin aate sarkaar aana tha aa gaye hm kaise nahin aate sarkaar aayiye ek to hum tum akele phir sama ye raat ka ek to hum tum akele phir sama ye raat ka dekhta sunta nahin koi hai dar kis baat ka aake zara baahon mein aake zara baahon mein baske nigaahon mein dil zara dhadkaiye aayiye aayiye aap ka tha hamein intezaar aana tha aa gaye ho kaise nahin aate sarkaar aana tha aa gaye hey kaise nahin aate sarkaar aayiye
aayiye bahaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein milke royen milke muskurayein hum apni jeet haar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aa aa aa a aa aa aa aa aa aa aa jiske paas ho khushi thodi si khushi de de jiske paas ho khushi thodi si khushi de de jo bebas ho bechaara apni bebasi de de dard ki pukaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein pyasa na rahe koi bhukha na soye koi pyasa na rahe koi bhukha na soye koi tanha na hanse koi tanha na roye koi aansuon ki dhaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein aayiye bahaar ko hum baant lein zindagi ke pyaar ko hum baant lein
bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale do pal ki raah nahin ho do pal ki raah nahin ik pal ruke ik pal chale ik pal ruke ik pal chale gaanv gaanv mein ghumen re jogi rogi change kare meri hi mann ka taap naa jaane haath naa dhare aaaaa haaaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale tere vaaste laakhon raaste tu jahaan bhi chale mere liye hai teri hi raahen tu jo saath de aaaaa haaaaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm bechaara dil kya kare are bechaara dil kya kare saawan jale bhaado jale saawan jale bhaado jale do pal ki raah nahin ho do pal ki raah nahin ik pal ruke ik pal chale ik pal ruke ik pal chale
dekha phoolon ko kaanton pe sote huye dekha toofan ko kashti doobotein huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ye khushi hum se bach kar kidhar jaayegi ghum na kar zindagi yun guzar jaayegi raat jaise guzar gayi sote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye tu bhi sun le jo maine suna ek din tu bhi sun le jo maine suna ek din baagh mein sair ko main gaya ek din ek maalan ne mujhse kaha ek din kel kaanton se kaliyaan pirote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye aankh bhar aayi phir kyun kisi baat par aankh bhar aayi phir kyun kisi
heyyy eeeee bhaiyon or behno aur bachon gali gali aur gaon gaon mein peeto aaj dhandhora gali gali aur gaon gaon mein peeto aaj dhandhora oo lutt ke le gayi panch foot ki chori dekho chhe foot ka chora lutt ke le gayi panch foot ki chori dekho chhe foot ka chora lutt ke le gayi papap phui phui papap phui phui papap phui phui phui haaan he he he he he aisi tadap hai chaal ki andar jaise machhli jaal ke ander ander ander jaal ke ander jaise lachak ho daal ke andar umar hai sola saal ke ander umar hai sola saal ke ander sab ki isne chhutti kar di kya kala kya gora lutt ke aan le gayi panch footan ki chhori dekho chhe footan ka chhora lutt ke le gayi panch foot ki chhori dekho chhe foot ka chhora lutt ke le gayi papap phui phui papap phui phui papap phui phui phui honth sharbati nain bilori meethe ganne ki ye bori meethe bori ki ye ganderi kali se komal barf se gori bina chounch ke lage chakori bina chounch ke lage chakori issi chakori ki chounch mein fans gaya ek
ghar jaayegi tar jaayegi ho doliyaan chad jaayegi hoo hoo hoo ghar jaayegi tar jaayegi ho doliyaan chad jaayegi hoo hoo mehndi lagaaye ke re kaajal sajaaye ke re dulhaniyaa mar jaayegi hooo dulhaniyaa mar jaayegi dheere dheere le ke chalna aangan se nikalnaa koi dekhe naa dulhan ko gali mein hooo ankhiyaan jhukaaye huye ghunghataa giraaye huye mukhdaa chhupaaye huye chali main jaayegi ghar jaayegi tar jaayegi hoo ghar jaayegi tar jaayegi hoo doliyaan chad jaayegi hoo hooo ooooo mehndi lagaaye ke re kaajal sajaaye ke re dulhaniyaa mar jaayegi hoo hooo ooooo dulhaniyaa mar jaayegi mehndi mehndi kheli thi main teri hi saheli thi main tune jab kusum ko chuna tha hoo ooo tune mera naam kabhi aankhon se bulaaya nahin maine jaane kaise suna tha jaayegi ghar jaayegi lala la hoo ghar jaayegi tar jaayegi hoo doliyaan chad jaayegi hoo hooo ooooo mehndi lagaaye ke re kaajal sajaaye ke re dulhaniyaa mar jaayegi hoo hooo ooooo dulhaniyaa mar jaayegi
khush raho saathiyo khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale tumhen chhod ke hum chale humen chhod ke ghum chale haaye khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale mujhe tere dukh ne saiyaan kitna rulaaya hai mujhe tere prem ne gori maut se bachaaya hai mujhe tere dukh ne saiyaan kitna rulaaya hai ho mujhe tere prem ne gori maut se bachaaya hai behte behte magar ye aaj aansoo tham chale haaye khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale tumhen hum nahin bhulenge humen tum bhulana naa milenge kabhi aasha ke deepak bhujhana na tumhen hum nahin bhulenge humen tum bhulana naa milenge kabhi aasha ke deepak bhujhana na hanste hanste tumhari aankhen kar ke nam chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale khush raho saathiyo tumhen chhod ke hum chale aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa gayi re judaayi aayin prem ki ratiyaan gayi
koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira main to chalun haule haule phir bhi ye mann dole haaye ve mere rabba mai ki karaaaan main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira panghat pe main kam jaane lagi natkhat se main sharmaane lagi panghat pe main kam jaane lagi natkhat se main sharmaane lagi dhadkan se main ghabraane lagi darpan se main katraane lagi mann khaaye hichkole aise jaise naiyya dole haaye ve mere rabba mai ki karaaaan main chham chham nach di phira koi sehri baabu dil lehri baabu haaye re pag baandh gaya ghunghroo main chham chham nach di phira sapnon mein chori se aane lagaaaa raaton ki neendiya churaane laga sapnon mein chori se aane lagaaaa raaton ki neendiya churaane laga nainon ki doli bitha ke mujhe le ke bahot
kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer iss rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jiss ko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marzi ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan leeeee jiss se bane ghum bhi khushi hai ye wo hi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kiss cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam haiiiii kisko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer
ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna ho ho ho ho ho aa aa aa aa aa aa aa aa aa sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna ye dil ki baat apne dil mein daba ke rakhna udd udd ke teri zulfen karti hai kya ishaare dil thaam ke khade hain aashiq sabhi kanware chhup jaayen saari kudiyaan ghar mein sharam ke maare gaanv mein aa gaye hain paagal shehar ke saare nazren jhuka ke rakhna daaman bacha ke rakhna nazren jhuka ke rakhna daaman bacha ke rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajna main ek jawaan ladka tu ik haseen ladki ye dil machal gaya to mera kusoor kya hai rakhna tha dil pe kaaboo ye husn to hai jaadoo jaadoo ye chal gaya to mera kusoor kya hai rasta hamara takna darwaza khulla rakhna rasta hamara takna darwaza khulla rakhna lene tujhe o gori aayenge tere sajana kuchh aur ab na kehna kuchh aur ab
o maajhi re o maajhi re apna kinara nadiya ki dhaara hai o maajhi re saahilon pe behne wale kabhi suna to hoga kahin oooo hooo kaagazon ki kashtiyon ka kahin kinara hota nahin o maajhi re maajhi re koi kinaara jo kinare se mille wo apna kinara hai o maajhi re paaniyon mein beh rahen hain kayi kinare toote huye oooo hooo raaston mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye koi sahaara majh dhaare mein mille jo apna sahaara hai o maajhi re apna kinaara nadiya ki dhaara hai o maajhi re
saat samundar paar se gudiyon ke baazar se saat samundar paar se gudiyon ke baazar se achchhi si gudiyaa laana gudiyaa chaahe naa laana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana saat samundar paar se gudiyon ke baazar se achchhi si gudiyaa laana gudiyaa chaahe naa laana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum pardes gaye jab se bas ye haal huya tab se dil deewana lagta hai ghar veerana lagta hai jhilmil chaand sitaaron ne darwaajo deewaron ne sabne poochha hai humse kab jee chhutega humse kab jee chhutega humse kab hoga unn ka aana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana maa bhi lori nahin gaati humko neend nahin aati khel khilone toot gaye sangi saathi chhut gaye jeb humari khaali hai aur aati deewali hai hum sab ko na tadpaao apne ghar waapas aao apne ghar waapas aao aur kabhi phir naa jaana pappa jaldi aa jaana pappa jaldi aa jaana khat naa samjho taar hai ye kaagaz nahin hai pyaar hai ye doori aur itni
hoo oo ooo ooo ooo oo ooo ooo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro mere dil ke aaine mein zulfein aaj sawaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro meri zulfon ke saaye me aaj ki raat guzaaroo pukaro mujhe phir pukaro gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin kaliyon mein aisa rang aisa roop nahin jaao mere yaar sa phool koi le ke aao baharoo pukaro mujhe phir pukaro chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin kuchh soche kuchh dekhen humko fursat nahin jaao kahin jaa ke chhup jaao aaj ki raat sitaroo pukaro apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum aasmaano se bhi aage nikal jaayenge hum saath humaare tum chalna ae rangeen nazaaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro
haan sun sun qasam se laagun tere kadam se suno na sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se naa ulajh re humse tu chali jaa tu chali jaa sun sun qasam se laagun tere kadam se naa ulajh re humse tu chali jaa tu chali jaa aye shera aye sheru kahan chala ohoo jaane do na bas ek dafa piya more pakad mori baiyaan bas ek dafa piya more pakad mori baiyaan pakad ke phir baahon mein tu utha mujhe saiyaan bhaari gathariya nahin uthaani chhod de peechha are deewani haaye re haaye haaye re haaye haaye re haaye o sun sun qasam se laagun tere kadam se raha jaaye na humse gale lag jaa gale lag jaa tu chali jaa tu chali jaa jaane de re badi teri hogi meharbaani aaya idhar galti huyi maafi de do raani are maafi de dooo jaane de re badi teri hogi meharbaani aaya idhar galti huyi maafi de do raani baith gayi main nahin
yaar mere meri baahon mein aaja yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja sharmaa gayi kyun aankhen dulhan si khushboo ye tere sehme badan ki mann mein jagaaye koi chubhan si aa pyaar ban ke mann mein samaa jaa yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja dil ki ye soyi dhadkan jagaa ke aise hanso naa aankhen churaa ke aanchal mein pyaase dil ko chhupaa ke pyaas ye mere dil ki bhujha jaa yaar mere meri baahon mein aaja naa jaa re naa jaa dil ko tarsaa ke naa jaa yaar mere meri baahon mein aaja baahon mein aaja baahon mein aaja
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa laaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke yahaan loote hain dil ko armaan machal machal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke jo bhi iss taraf se guzraa kabhi laut ke naa aaya jo bhi iss taraf se guzraa kabhi laut ke naa aaya aaya to saath apne betaabiyaa hi laaya betaabiyaa hi laaya guzregi umr saari pehlu badal badal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke iss anjuman mein samjha jisko charaag dil kaa iss anjuman mein samjha jisko charaag dil kaa dekha kareeb se to niklaa wo daag dil kaa niklaa wo daag dil kaa parwaana jo banega reh jaayega wo jal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke yahaan loote hain dil ko armaan machal machal ke ye raasten hai pyaar ke chalna sambhal sambhal ke chalna sambhal sambhal ke chalna sambhal sambhal ke
yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main apnon se koi shikwaa naa gairon se kuchh gilaa meri khata thi jiski mili hai mujhe sazaa marne ki aarzoo mein jeeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar dil ke chaman mein ab naa kabhi aayegi bahaar veeran raaston pe kare kiss kaa intezaar dil ko magar fareb diye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main duniyaa ko dil ke daag dikhaane se faayda barbaadiyon ka jashan manaane se faayda apne labon ko khud hi seeye jaa raha hoon main jaise koi gunaah kiye jaa raha hoon main yun zehar zindagi ka piye jaa raha hoon main
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aayiye Aap Ka Tha Hamein Mahal (1969) 03:46 38579
 
Poster of Mahal (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Farida Jalal
Duration : 03:46   Song Number : 38579   

Aayiye Bahaar Ko Hum Baant Lein Taqdeer (1967) 04:23 37508
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Farida Jalal
Duration : 04:23   Song Number : 37508   

Bechara Dil Kya Kare Khushboo (1975) 03:08 20205
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Hema Malini, Farida Jalal
Duration : 03:08   Song Number : 20205   

Dekh Sakta Hoon Main Majboor (1974) 04:54 13667
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:54   Song Number : 13667   

Gali Gali Aur Gaon Gaon Paras (1971) 04:24 32334
 
Poster of Paras (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mehmood, Farida Jalal
Duration : 04:24   Song Number : 32334   

Ghar Jaayegi Tar Jaayegi Khushboo (1975) 03:00 20477
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini, Farida Jalal
Duration : 03:00   Song Number : 20477   

Khush Raho Saathiyo Zindagi Zindagi (1972) 04:26 14460
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Duration : 04:26   Song Number : 14460   

Koi Sehri Babu Loafer (1973) 04:36 13613
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Farida Jalal
Duration : 04:36   Song Number : 13613   

Likhta Hai Wo Taqdeer Taqdeer (1967) 03:38 16329
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 03:38   Song Number : 16329   

Mehndi Laga Ke Rakhna Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 04:50 20901
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 04:50   Song Number : 20901   

O Maajhi Re Apna Kinara Khushboo (1975) 03:31 21051
 
Poster of Khushboo (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Hema Malini, Farida Jalal
Duration : 03:31   Song Number : 21051   

Pappa Jaldi Aa Jaana Taqdeer (1967) 05:07 12512
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Farida Jalal
Duration : 05:07   Song Number : 12512   

Pukaro Mujhe Phir Pukaro Buniyad (1972) 04:27 12291
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Farida Jalal
Duration : 04:27   Song Number : 12291   

Sun Sun Qasam Se Kala Sona (1975) 05:14 37561
 
Poster of Kala Sona (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Farida Jalal
Duration : 05:14   Song Number : 37561   

Yaar Mere Meri Baahon Mein Aaja Jeevan Rekha (1974) 03:10 31034
 
Poster of Jeevan Rekha (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Jagdish J
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Farida Jalal
Duration : 03:10   Song Number : 31034   

Yeh Raaste Hain Pyaar Ke Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963) 03:50 14431
 
Poster of Yeh Rastey Hain Pyar Ke (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Farida Jalal
Duration : 03:50   Song Number : 14431   

Yun Zehar Zindagi Salam E Mohabbat (1983) 05:17 18521
 
Poster of Salam E Mohabbat (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Anwar
Singer- 
Anwar
On Screen Actors- 
Tabrez, Farida Jalal
Duration : 05:17   Song Number : 18521   
Karaoke Songs of Farida Jalal, Sad Songs of Farida Jalal, Love Songs of Farida Jalal, Dance Songs of Farida Jalal, Hip-hop songs of Farida Jalal, Best songs of Farida Jalal, Super hit songs of Farida Jalal, hit songs of Farida Jalal, duet songs of Farida Jalal, solo songs of Farida Jalal, old songs of Farida Jalal, famous songs of Farida Jalal, Hindi Karaoke Songs of Farida Jalal, Hindi Sad Songs of Farida Jalal, Hindi Love Songs of Farida Jalal, Hindi Dance Songs of Farida Jalal, Hindi Hip-hop songs of Farida Jalal, best Hindi songs of Farida Jalal, super hit Hindi songs of Farida Jalal, hit Hindi songs of Farida Jalal, duet Hindi songs of Farida Jalal, solo Hindi songs of Farida Jalal, old Hindi songs of Farida Jalal, famous Hindi songs of Farida Jalal, Sing Along Songs of Farida Jalal, Sing Along Sad Songs of Farida Jalal, Sing Along Love Songs of Farida Jalal, Sing Along Dance Songs of Farida Jalal, Sing Along Hip-hop songs of Farida Jalal, Sing Along Best songs of Farida Jalal, Sing Along Super hit songs of Farida Jalal, Sing Along hit songs of Farida Jalal, Sing Along duet songs of Farida Jalal, Sing Along solo songs of Farida Jalal, Sing Along old songs of Farida Jalal, Sing Along famous songs of Farida Jalal